aaj irada thik nahin ha, jaana'n tumhari baali ka!!
Urdu Literature is the name of those colors of urdu language which the poets, short story writers and other writers of every age have disperse by theirs writings. We try to spread here some colors like this. We welcome you here If you want to be a part of these colors. PAGE RULES ■ NO Spamming ■ NO Racism ■ NO Insults ■ NO Abusive Language ■ NO Personal Attacks ■ NO Attacks on Political or Religious figures ■ NO Flooding ■ NO Incentive comments
Sunday, 4 March 2012
Ye mizaj-e-yar ko kia huwa
Ye mizaj-e-yar ko kia huwa,Unhen mujh sy piyar hy aj kal,
Meri justuju,meri guftugu,mera intzar hy aj kal.
Meri justuju,meri guftugu,mera intzar hy aj kal.
Saja k Aankhon mein Khuwab rakhna,
Wafa k Rishte Gulab rakhna,,
Faseel-e-Shab mein Charagh ban kar,
Ye Zindigi Mah'taab rakhna..
Yuon Ishq ka Imtihan dena,
K Dil k badle mein Jaan dena,,
Jo Chand Chun'ne ki Aarzoo ho,
Tou Justujoo Lajawab rakhna..
Hazar Baatein banaye Duniya,
Hazar Dil ko Dukhaye Duniya,,
Bhula k saari Aziyyaton ko,
Utha k Kantay, Gulab rakhna..
Kabhi Zamaney se Chup Chupa k,
Sakoot-E-Shab mein Diye Bujha k,,
Hatheliyon ko DUAA ki Shamma,
Tu Aankh Apni Chanab rakhna..
Adawtein bhi KHUDA ki Khatir,
Mohabbtein bhi KHUDA ki Khatir,,
Adawtein bs Gini Chuni hoon,
Mohabbatein Be'hisaab rakhna..!
Wafa k Rishte Gulab rakhna,,
Faseel-e-Shab mein Charagh ban kar,
Ye Zindigi Mah'taab rakhna..
Yuon Ishq ka Imtihan dena,
K Dil k badle mein Jaan dena,,
Jo Chand Chun'ne ki Aarzoo ho,
Tou Justujoo Lajawab rakhna..
Hazar Baatein banaye Duniya,
Hazar Dil ko Dukhaye Duniya,,
Bhula k saari Aziyyaton ko,
Utha k Kantay, Gulab rakhna..
Kabhi Zamaney se Chup Chupa k,
Sakoot-E-Shab mein Diye Bujha k,,
Hatheliyon ko DUAA ki Shamma,
Tu Aankh Apni Chanab rakhna..
Adawtein bhi KHUDA ki Khatir,
Mohabbtein bhi KHUDA ki Khatir,,
Adawtein bs Gini Chuni hoon,
Mohabbatein Be'hisaab rakhna..!
Subscribe to:
Posts (Atom)