Urdu Literature is the name of those colors of urdu language which the poets, short story writers and other writers of every age have disperse by theirs writings. We try to spread here some colors like this. We welcome you here If you want to be a part of these colors. PAGE RULES ■ NO Spamming ■ NO Racism ■ NO Insults ■ NO Abusive Language ■ NO Personal Attacks ■ NO Attacks on Political or Religious figures ■ NO Flooding ■ NO Incentive comments
Wednesday, 7 March 2012
Sunday, 4 March 2012
Gaal ki janib jhukti ha
Gaal ki janib jhukti ha, sharmati ha, hat jati ha,,
aaj irada thik nahin ha, jaana'n tumhari baali ka!!
Ye mizaj-e-yar ko kia huwa
Ye mizaj-e-yar ko kia huwa,Unhen mujh sy piyar hy aj kal,
Meri justuju,meri guftugu,mera intzar hy aj kal.
Meri justuju,meri guftugu,mera intzar hy aj kal.
Saja k Aankhon mein Khuwab rakhna,
Wafa k Rishte Gulab rakhna,,
Faseel-e-Shab mein Charagh ban kar,
Ye Zindigi Mah'taab rakhna..
Yuon Ishq ka Imtihan dena,
K Dil k badle mein Jaan dena,,
Jo Chand Chun'ne ki Aarzoo ho,
Tou Justujoo Lajawab rakhna..
Hazar Baatein banaye Duniya,
Hazar Dil ko Dukhaye Duniya,,
Bhula k saari Aziyyaton ko,
Utha k Kantay, Gulab rakhna..
Kabhi Zamaney se Chup Chupa k,
Sakoot-E-Shab mein Diye Bujha k,,
Hatheliyon ko DUAA ki Shamma,
Tu Aankh Apni Chanab rakhna..
Adawtein bhi KHUDA ki Khatir,
Mohabbtein bhi KHUDA ki Khatir,,
Adawtein bs Gini Chuni hoon,
Mohabbatein Be'hisaab rakhna..!
Wafa k Rishte Gulab rakhna,,
Faseel-e-Shab mein Charagh ban kar,
Ye Zindigi Mah'taab rakhna..
Yuon Ishq ka Imtihan dena,
K Dil k badle mein Jaan dena,,
Jo Chand Chun'ne ki Aarzoo ho,
Tou Justujoo Lajawab rakhna..
Hazar Baatein banaye Duniya,
Hazar Dil ko Dukhaye Duniya,,
Bhula k saari Aziyyaton ko,
Utha k Kantay, Gulab rakhna..
Kabhi Zamaney se Chup Chupa k,
Sakoot-E-Shab mein Diye Bujha k,,
Hatheliyon ko DUAA ki Shamma,
Tu Aankh Apni Chanab rakhna..
Adawtein bhi KHUDA ki Khatir,
Mohabbtein bhi KHUDA ki Khatir,,
Adawtein bs Gini Chuni hoon,
Mohabbatein Be'hisaab rakhna..!
Saturday, 3 March 2012
Ek Yeh Khwahish Hai Ke...
Ek Yeh Khwahish Hai Ke Koi Zakham Na Dekhe Iss DiL Ke,
Aur Ek Yeh Hasrat Hai Ke Kaash Koi Isse Dekhne WaLa Hota...
Ye Bata De Mujhe Zindagi...
Ye Bata De Mujhe Zindagi,
Pyaar Ki Raah Ke Hamsafar,
Kis Tarah Ban Gaye Ajnabi,
Ye Bata De Mujhe Zindagi,
Phool Kyin Sare Murjha Gaye,
Kis Liye Bujh Gayi Chaandni,
Ye Bata De Mujhey Zindagi,
Kal Jo Baahon Mein Thi,
Aur Nigaahon Mein Thi,
Ab Wo Garmi Kahan Kho Gayi,
Na Woh Andaaz Hai,
Na Woh Aawaaz Hai,
Ab Wo Narmi Kahan Kho Gayi,
Ye Bata De Mujhey Zindagi,
BeWafaa Tum Nahi,
BeWafaa Ham Nahi,
Phir Wo Jazbaat Kyun So Gaye?
Pyaar Tum Ko Bhi Hai,
Pyaar Ham Ko Bhi Hai,
Faasale Phir Ye Kyun Ho Gaye?
Ye Bata De Mujhe Zindagi..</3 =(
Pyaar Ki Raah Ke Hamsafar,
Kis Tarah Ban Gaye Ajnabi,
Ye Bata De Mujhe Zindagi,
Phool Kyin Sare Murjha Gaye,
Kis Liye Bujh Gayi Chaandni,
Ye Bata De Mujhey Zindagi,
Kal Jo Baahon Mein Thi,
Aur Nigaahon Mein Thi,
Ab Wo Garmi Kahan Kho Gayi,
Na Woh Andaaz Hai,
Na Woh Aawaaz Hai,
Ab Wo Narmi Kahan Kho Gayi,
Ye Bata De Mujhey Zindagi,
BeWafaa Tum Nahi,
BeWafaa Ham Nahi,
Phir Wo Jazbaat Kyun So Gaye?
Pyaar Tum Ko Bhi Hai,
Pyaar Ham Ko Bhi Hai,
Faasale Phir Ye Kyun Ho Gaye?
Ye Bata De Mujhe Zindagi..</3 =(
Friday, 2 March 2012
Subscribe to:
Posts (Atom)